Mere bina main.. rehna laga hun
teri hawao main.. behne laga hun
jaane main kaise.. tera hua hu
mujhe tho lagta hai main shayad tere.. dil ki dua hu.. haan
tujhko jo paaya …aha
tho jeena aaya..
ab ye lamha theher jaye tham jaye bas jaye hum dono ke darmiyaan
tujhko jo panaya …aha
tho jeena aaya..
ab ye lamha theher jaye tham jaye bas jaye hum dono ke darmiyaaaan…
Pehle se zyada ..mai jee raha hun
jab se mai tere.. dil se juda hun
rahon pe teri.. mai to chala hu
tu meri manzil hai tere kadmon pe.. bas rukne laga hu..haan
tujhko jo paaya …aha
tho jeena aaya..
ab ye lamha theher jaye tham jaye bas jaye hum dono ke darmiyaan
tujhko jo paaya …aha
tho jeena aaya..
ab ye lamha theher jaye tham jaye bas jaye hum dono ke darmiyaaaan…
Teri nazar mei .. nayi si adaa hai ..naya sa nasha bhi.. ghula hai
kayi dino se.. bandha tha baadal jho tere hi baalon mei..khula hai
Teri hadon me.. meri basar hai..ab tujhe bhi..jaana kidhar hai..
jahan rahe tu..mai wo jahan hu..jise jiye tu..main wo sama hun..
Teri wajah se naya naya hun..pehle kaha na maine ab ye tumse kehne laga hun..haan
tujhko jo paaya …aha
tho jeena aaya..
ab ye lamha theher jaye tham jaye bas jaye hum dono ke darmiyaan
tujhko jo paaya …aha
tho jeena aaya..
ab ye lamha theher jaye tham jaye bas jaye hum donooo ke darmiyaaaan…
Send to Kindle